Posts

Showing posts with the label muqaddas

64. Muqaddas ki shayari (Rare Version)

Image
Jab sharma rahi thi wo, hum ghabra rahe they, Mohabbat na ho jaye muqaddas, ada unki dekh ke. Barishon mein beh rahe hai thi yaadein muqaddas, Hum ab bhi tanha hai pichli barsaat ki tarah. Ek baar unko dekha tha door se muqaddas, Nazdikiyan to us din hi ban gayi thi. Hum ab bhi jite hai unki yaad mein muqaddas, Nayi yaadein banane ki fursat kahan ab. Wo roothein ek din aisa humse, ki phir bole nahi, Muqaddas unhone, zindagi ki saza se saja di zindagi. Hum roye they takiye par muh rakh kar us raat, Jis raat hum dono ki baat band huyi thi. Tumhe parwah to thi, varna chod ke na jati, Tumhe pata tha ki tumhara jana, kis kadar hum par havi hoga. Daru mein pita nahi, uski wajah hai Mein dukhi nahi, bas umeed mein hun. Jis roz khayal aaya tha tumhara, us roz chain se soye they hum. har shahar ghum liya hai unhe dhoondne main, AAshiq bane na bane muqaddas guide to ban hi jayega. hum rote bhi hai to unhe ilm nahi hota text kar diya hai,samajh le to accha ho. kal naukri se...